Saturday, January 16, 2010

hum kya sochte hain.............

hum kya sochte hain aur kya kar jaate hain....
duniya ko jeetana chate hain aur khud haar jaate hain

choti badi khushiyon pe apni nirasha chupate hain
khud roothe hain lekin duniya ko manaate hain

kabhi baarish ki boondon se dil bahlaate hain
aur kabhi phoolon ki khushboo me apna gam chupate hain
kabhi ek doosre pe chillaate hain
aur kyon chillaya ye soch ke dukhi ho jaate hain

har takleef se apne aap ko jaldi nikaalana chahte hain
aur har khushi ko hamesha ke liye apna banaana chahte hain

har dukh me bhagwaan ko kosate hain
aur har khushi me unhe bhool jaate hain

ek doosare ka bura sochane ke chakkar mein
khud apna bhala karna bhool jaate hain

yahi jindagi hai ya shayad ise hi jeena kahte hain

Saturday, January 9, 2010

Am i falling in love again?

long has passed when i decide
i will not do it again
but i don't know what god wants
again i am reeling in pain
Am i falling in love again?

my talks have narrowed down to a girl
my heart is taking a swirl
my mind thinks of her time and again
Am i falling in love again?

the fear of failure is tearing me apart
a thought of loosing is engrosing my heart
i am feeling restless again
Am i falling in love again?

Fly without wings!!!!!!!!!!!!!!!!!!! originated by Vikash Kumar Sinha (Baanke)

बदल गए हालात की अब वो बात नहीं है;
कभी दूर थे कभी पास थे , साथ नहीं हैं;
अम्बर में बारिश सा मौसम , यहं जमीं पे प्यासा है मन;
अब बादल भी जल बरसाए , प्यासे को अहसास नहीं है;
बदल गए हालात की अब वो बात नहीं है;

तुम कहते हो धीरज धारो , पर ऐसे हालात नहीं हैं;
अब मस्तक तक जल की धारा , सांसों का विश्वाश नहीं है;
अब धरती भी जल ले जाये , डूबे को आवाज नहीं है;
बदल गए हालात की अब वो बात नहीं है;

अनतर में मन की ज्वाला है बाहर पर अंगार नहीं है;
दहन अग्नि - प्रज्ज्वलित सिखा पे एक शिकन का पाश नहीं है;
अब वायु की शीतलता में ठंडक का अहसास नहीं है;
बदल गए हालात की अब वो बात नहीं है;